BEAUTIFUL EID MILAD UN NABI SAW ISLAMIC SMS AND AHADEES MUBARAK (SAW)

The Muslim Ummah is celebrating Eid Milad-un-Nabi (PBUH) with great devotion and respect. On the birthday of Mustafa (peace be upon him), cities were illuminated with lights, while houses, mosques and buildings were decorated with electric lamps.

BEAUTIFUL EID MILAD UN NABI SAW ISLAMIC SMS AND AHADEES MUBARAK (SAW)


Eid Milad ul Nabi (saw) with images in Urdu 2020.12 rabi Awal ka Chand Mubarak to All Muslims.Jashan Eid Milad-un-Nabi Mubarak.

جشنِ آمدِ رسول (ﷺ) ” 12 ربیع الاول شریف
Milad e mustafa 12 rabul awal

1 [1600x1200]

 

Thay prinday soo ba soo,
Lay k her ik gul ki boo,
Kar rahay thay guftgoo,
“BALAGAL ULA BAY KMALAY HE”
Thi munawar sab fiza,
Jahaan tak uthti thi nighaa,
Aa rhi thi yon sada
“KASHAFUDDU-JA BAY JMALAY HE”
Bulblein b apne shoq mein
Dalay huay gul toq mein
Kehtein thein apne zoq main
“HASANAT JAMEE O KHISALAY HE”
Chiriyoun k sun k cheh-ch-hay
Insaan bhala kyun chup rahay
Lazim hay is pay youn kahay
“SALLU AALIHI WA AALIH HE”.

2 [1600x1200]

Eid Milad Un Nabi Mubarak
Tamam Bani Nooh
Jinnat-E-Insaano
Ko
The HOLY Prophet
Muhammad (Saww)
Ka Jashan-E-Zahoor Bohat
Mubarak Ho.

————————————–

Duniya ki her Fiza mein Ujala RASOOL ka, Ye saari kainaat hai Sadqa RASOOL ka; Khushbu-e-Gulab hai Pasina RASOOL ka, Aap ko bhi ho Mubarak Mahina RASOOL ka” EID-e-MILAD-UN-NABI Mubarak Ho

 

HAZRAT MUHAMMAD (S.A.W)NE FARMAYA..
“MUJHAY BACHON KI 5 ADATAIN BOHAT PASAND HAIN
1) WO RO KAR MANGTAY HIAN AUR APNI BAAT MANWA LAITAY HAIN
2) WO MATTI SE KHELTAY HIAN YANI GHUROR KO KHAK MEIN MILATAY HIAN
3) JHAGRTAY HAIN PHIR SULAH KAR LAYTAY HAIN YANI DIL MEIN HASAD , BUGHZ , AUR KENA NAHI RAKHTAY
4) JO MIL JAYE KHAATAY HAIN AUR KHILATAY HAIN, ZIADA JAMA KARNAY KI HIRS NAHI KARTAY
5) MATTI KAY GHAR BANATAY HAIN AUR KHEL KAR GIRA DETAY HAIN YANI YE BATATAY HAIN K YE DUNYA FANI HAI”

————————————————————————————

Huzoor (P.B.U.H) Apni Viladat Ki Khushi Me

Youme Viladat Wale Din
Yani Her Peer Ko Roza Rakhte Or Farmate
K Me ALLAH Ka Shukr Ada Kerne Ke Liay
Har Peer Ke Din Roza Rakhta Hun.
Hum Bhi Is Khushi Me Shamil Ho Sakte Hen
Wo Is Tarha Ke
Ayenda Hamesha Namazon Ki Pabandi Kerne Ki
Pakki Niyat Ker Len Or Kal Ka Roza Rakh Len
Or Is Ka Gift Aap Alehis Salam Ko Bhej Den…
———————————————————————-
3 [1600x1200]
Huzoor (Alehis Salam) apni viladat ki khushi-
me youme viladat wale din yani her Peer ko-
roza rakhte or farmate k me ALLAH ka shukr-
ada kerne ke liay har Peer ke din Roza rakhta hu-

Hum b is khushi main shamil ho skte hen wo-
is tarhan ke ayenda hamesha namazon ki-
Pabandi krny ki Paki niyyat kr len or-
kal ka roza rakh len or is ka gft ap-
alehis salam ko bhej den-
-Eid Milad-un-Nabi Ho-
———————————————–
‘,.*””*.*””*.,
*NABI(SA) K*
” CHAHNAY*” “*.*”
WALUN KO.*””*.*””*.
* D!L * *. Se .* “*.*”
* 12 RABI-U-L AWWAL*
Mubarak ho..’
*”*Wama*”*
*”Arsalnaka”*
*”*”*Illa*”*”*
*”Rahmatallil”*
*”*Alameen*”*’
————————————————————–

Maah-e-Rabiul Awwal Sharif Mubarak”

Allah Kareem Is Mahine K Tufail ApKo
Sehat

Izzat

Azmat

Barkat

Rehmat

Rahat

Naimat

Aafiat

Ata Farmaey.

AMEEN.

rabi-ul-awal mubarak

About Azhar Munir

Azhar Munir is a trusted journalist and expert in Pakistani news, education, and career guidance. Azhar Munir is committed to accuracy, and provides reliable, timely insights to readers at awampk.com for 11 Years.