Thursday , February 9 2023

Qaza Aaur Qasr Namaz Ka Farq Aor Best Tariqa

 

.QAZA AND QASAR

1 – qaza, adaa ki zidd (opposite)hoti ha… masal k tor pr agar ksi ki namaaz waqt par adaa honay say rah jaa.ay to iski qazaa ada hogi… qazaa sirf farz aur witer namaazouN ka han, sunnat,and  nawafil ki nahi… yaani jetni rekaat ki faraz /witer qazaa howi hai, otnay hi rekaat ki qazaa paRhni hogi.

2- qasar ka meaning hai mokhtaser (shorten) karnaa… sharayee safar k dauran(ghaleban home town say ghaleban 85 km away ka safer hota hai) farz namaazaiN mukhtaser

paRhee jati haiN… yaani zuhar, asar aur isha ki 4 farz ki jagah 2 farz paRhee jati hai. fajir aur maghrib ki same rekaat yaani 2 and 3 rekaat paRhee jati haiN…. sharayee safar main namaaz short karna optional nahi balkay laazmi hai… safar main sunnataiN /nawaafil optional hojati haiN…yaani moqah milay to paRh lay, nah milay to nah paRhay.