Ajeeb saanehaa guzraa hai mujh pe aaj ki sham,
Main aaj shaam tumhare hijar main udaas na tha,
Ab aik saal to yeh aik gham hi kaafi hai,
Tumhari salgiraah par bhi tumhare paas na tha
Nadan hai kitna wo, kuch samjhta hi nahi, “Sahil”
Seene se laga k pouchta hai, k dharkan taiz kyun hai.