Latest Chand Raat SMS Collection 2024 Pakistan

Chand Raat, the night before Eid, holds a special place in the hearts of Pakistanis. It is a time of celebration, reflection, and connection. In recent years, the tradition of exchanging SMS has become an integral part of Chand Raat festivities.

According to the Meteorological Department, the moon of Shawwal is not likely to appear on Wednesday, May 12, this time 30 days are likely to be completed instead of 29 and Eid-ul-Fitr may be on Friday, May 14, this time the fast will be 29 or 30, The Meteorological Department predicted.

eid chand raat 2013 wallpaper

Latest chand raat sms collection 2024 Pakistan

Latest chand raat sms collection 2024 Pakistan has come a long way since its inception. Initially, handwritten notes and letters were exchanged among friends and family. With the advent of technology, especially mobile phones, this tradition transformed into sending quick, heartfelt messages. The evolution mirrors the broader shift towards digital communication in today’s fast-paced world.

Latest chand raat sms collection 2024 in Urdu

Latest chand raat sms collection 2024 in Urdu witness the fusion of tradition and technology. This evolving practice reflects the dynamic nature of celebrations in the digital era. While the means of communication have changed, the essence of connecting with loved ones remains unchanged. Let’s celebrate Chand Raat with the warmth of heartfelt messages and the joy of shared festivities.

Tu Meri Duaon Mai Shamil Hai is Tarha..

Pholon Mai Hoti Hai Khushbu Jis Tarha..

ALLAH Tumhari Zindagi Mai Itni Khushiyan Dy..

Zameen Per Hoti Hai Barish Jis Tarha…/

[Aameen]

EiD Ka Chand MubaraK
dekhiyeh chand raat aai hai

sath khushian hazar laee hai

tum chaley aao aik lamhey ko

ham bhi manain ke eid aae hai

chaand bhia ya chand lamhon ko

jaisey tum ney jhalak dikhai hai

ham ne qismat ajeeb paee hai

Eid ka din hai aur judai hai

keh rahe hai hawa mujhy yasir!

us ne mehndi abhi lagaii hai

Hajiyo Aao Shahinshah Ka Razaa Dekho
Ka’bah To Dekh Chuke Kabe Ka Kabah Dekho
Rukne Shami Se Miti Weh-Shate Shaame Ghurbat
Ab Madine Ko Chalo Subhe Dil Ara Dekho
Abay Zam-Zam To Piya Khoob Bujhaee Piyasein
Aao Juday Shahay Kauthar Ka Bhi Darya Dekho
Isse Pehle Ki Chand Raat Ki Shaamhojaaye,
Mubarakbaad Ka Silsilaaam Hojaaye,
Bheed Me Shaamil Humaranaamho Jaaye,

chand raat n EID mubarak 2024

dekhiyeh chand raat aai hai
sath khushian hazar laee hai

tum chaley aao aik lamhey ko
ham bhi manain ke eid aae hai

chaand bhia ya chand lamhon ko
jaisey tum ney jhalak dikhai hai

ham ne qismat ajeeb paee hai
Eid ka din hai aur judai hai

keh rahe hai hawa mujhy yasir!
us ne mehndi abhi lagaii hai

Chand Raat Special Poem

dekhiyeh chand raat aai hai

sath khushian hazar laee hai

tum chaley aao aik lamhey ko

ham bhi manain ke eid aae hai

chaand bhia ya chand lamhon ko

jaisey tum ney jhalak dikhai hai

ham ne qismat ajeeb paee hai

Eid ka din hai aur judai hai

keh rahe hai hawa mujhy … !

us ne mehndi abhi lagaii hai
Ham Dua Karein Gi

Chupke Sy Chand Ki Roshni Choo Jaye Aap ko…!

Dheeray Se Yeh Hawa kch Keh Jaye Ap Ko

Dil Sy Jo Chahty
Ho Mang Lo KHUDA Sy

Ham Dua Karein Gi
K Wo Mil Jaye Ap Ko

Hapy Chand Rat & Eid MubarIk
Chand Raat Ko

Chand Raat Ko Tujhe Khud Choorian Pehnahoon Main
Jee Karta He Tujhe Khud Sanwaroon Sajahoon Main

Mehndi Ki Khushboo K Saat Teri Sansoo Main Utroon
Ho Aisa K Teri Hathelioon Main Khud Ko Bikhrahoon Main

Har Khushi Ki Tarha Teri Zaat Main Rahoon Har Lamhe
Tere Mukhre Pe Kiran Si Ban Kar Muskarahoon Main

Jaise Hawa Ati He Jaise Chandni Ati He Ghar Tere
Pata Tujhe Na Chale Is Andaz Se Kabhi Aaoon Main

Tere Dil Main Samaa Jaoon K Aisa Hi Ho Jae
Kabhi Darkan Ban Kar Tere Dil Ko Dharkahoon Main

Wo Jo Khanakti Hain Chamakti Hain Teri Nazook Kalayoon Main
Ho Aisa K Khud Hi Wo Choraiaan Ban Jahoon Main

Chand Raat 2024 Mubarak

Chand Raat Mubarak,

Mubarak Ho,

Chand Nazar Aa Gaya Hai,

Mene

Abhe Apni Aankhon Se,

Khud

Ko,
Ainey Mein Dekha Hai.

Dekhiyeh chand raat aai hai,
sath khushian hazar laee hai,

tum chaley aao aik lamhey ko,
ham bhi manain ke eid aae hai,

chaand bhia ya chand lamhon ko,
jaisey tum ney jhalak dikhai hai,

ham ne qismat ajeeb paee hai,
Eid ka din hai aur judai hai,

keh rahe hai hawa mujhy yasir,
us ne mehndi abhi lagaii hai.
Chand Raat Mubarak,

Mubarak Ho,

Chand Nazar Aa Gaya Hai,

Mene

Abhe Apni Aankhon Se,

Khud

Ko,
Ainey Mein Dekha Hai.
Dekhiyeh chand raat aai hai,
sath khushian hazar laee hai,

tum chaley aao aik lamhey ko,
ham bhi manain ke eid aae hai,

chaand bhia ya chand lamhon ko,
jaisey tum ney jhalak dikhai hai,

ham ne qismat ajeeb paee hai,
Eid ka din hai aur judai hai,

keh rahe hai hawa mujhy yasir,
us ne mehndi abhi lagaii hai.
Tu chand mangay main chand dedon,

tu raat mangay me raat dedon,

tu dil mange me dil dedon,

tu jaan mange,

Zikar Uska meri Kahani main,

Chand ka aks jaise pani main,

Wo to khamosh hi rahe or hum,

Jane kya keh gaye rawani main,

Apni ankhian gawai hain hum ne,

Apne khuwabon ki pasbani main,

Itni muddat ka sath choot gaya,

Ik chhoti si badgumani main,

Zikar Uska meri Kahani main,

Chand ka aks Jaise Pani main.

Chand aaya hey nikal har, simt ujala hoga,
Mehfil-e-Eid ka manzar, dilkash nirala hoga,

Tum jo aajao ae janab-e-mann,
Rang-e-Eid dekhney wala hoga,

Eid Mubarak.

Raat ko naya chand mubarak,
Chand ko chandni mubarak,
Falak ko sitare mubarak,
Sitaroon ko bulandi mubarak,
Aur aap ko hamari taraf se,
chand raat mubarak.

Teri deed jis ko naseeb hai,
Wo naseeb Qabil-e-Deed hai,

Tujhe sochna meri chand raat,
Tujhe dekhna meri EID hai,

Happy Chand Raat nd Advanced Eid Mubarak.
Ramadan Moon Sighting 2020 Ramzan Chand Mubarak Facebook Pics

Eid ai to khayal aya hamain

Eid ai to khayal aya hamain
Jane kab bichray huwe log milay
Jee main atay hai abhi tum se kahain
Eid ka chand mubarak ho tumhain
Hum hain khamosh hamain dar hai yehi
Lab khulain gay to pukarain gay tumhain
Tum ko dekhay huwe sadiyan biti
Tum se kehna hai yehi ajj hamain
Maangna bhool na jana hum ko
Chand ko dekh kay gar hath othain!!!!

Es EID Pe Lot K Aa Jana,

Es EID Pe Lot K Aa Jana,
Kuch Yadain Taaza Karni Hain,
Kuch Lamhay Morr K Laney Hain,
Kuch Tarey Torr K Laney Hain,
Wo Masti Or Madhoshi,

author avatar
Fahad Munir

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *