
GHUSL for Men And Women
Ghusal k sirf 3 farz hain
(1) Ghararah karma Gale K End Tak
( 2)-Nose Main ooper Hadi tak pani pahonchana
(3) Pooray jism ko pani say Geela karnaa.
khawateen K lia Aik Zarori Bat k woh apnay zevraat like ring, naak, kaan k zewar etc etc hilaa julaa kar ghomaa lain takay oskay neechay ki skin dry nah rah jaa.ay… aur baaloun ko bhi achi tarah wash kar lain takay baaloun k neechay koi jagah dry nah rah jaa.ay.
masnoon tareeqah … ghusal ka sunnat tareeqah yeh hai:
1) jism k agar kissi hissay main naa.paak Chees lagi ho to pahlay oss hisay ko wash kar lain.
2. wazoo kar lain…but feet nah dho ain
3. above 3 fara’iz ghusal k ada kar lain
4. Nahanay ki jagah say koi paak saaf jagah par /onnchi jagah par feet dho lain
Islam Main Aghsaal Ki Tadaad Mandarja Zal Hai
- Ghusal-e-Haiz (For Females)
- Ghusal-e-Nifaas (For Females)
- Ghusal-e-Isthaza (For Females)
- Ghusal-e-Janabat (For Males & Females)
- Ghusal-e-Mass-e-May’yat (For Males & Females)
- Ghusal-e-May’yat (For Males & Females)
- Ghusal-e-Man’nat (For Males & Females)